(Yog Bhgaye Rog) in hindi
What is Yoga (yoga kya he)
‘’ Yog bhagaye rog’’. Yog sahi treeke se jivan jeene ki kla he. Yog ka meaning he ekta ya jodna.Yog se body, internal strength, or emotional feelings ko balance krne me help milti he. Yog subse phele physical body ka benefits deta he. Physical body ke baad yog se mentally or emotionally level improve hota he. Isliye yoga ko hume apni daily life me include krna chahiye.
Here you can also check International Yoga Day 2019 theme Yoga for Heart | Whatsapp Status Celebration– Greetings Wishes. Watch here on YouTube and don’t forget to subscribe our channel GreetingsWishes on YouTube to get more interesting and amazing videos.
Benefits of yoga ( yog ka labh)
Yog se weight loose hota he .Strong body ,shiny beautiful skin, peaceful mind, good health ye sabhi yog se possible he.Yog se hume all round fitness, better intuition, energy, inner peace, stree relief, better flexibility and good body posture milta he.
benefits of yoga (yoga ke labh)
- Weight loss – Aaj ke busy schedule or heavy snacks ke time me heavy weight ek big problem he. Bhut sare yog se body ke weight me kmi layi ja skti he.
- Stress Relief- Kuch time bhi yadi yog kiya jaye to vo hume stress se relief deta he. Yogaasan, pranayam, or dhyaan stress ko dur krne ke best method he.
- Increased Energy – Kuch log thode work me thak jate he, yog se body new energy or freshness aati he. Daily ka kuch minutes ka dhyaan or yog whole day energy se fill rkhta he.
- Improved immunity – Aaj ke pollution , negative thinking, oily food, en sub se body me disease hote he. Yogaasan body parts ko normal position me rkhte he or musceles ko strength dete he. Pranayam or dhyaan stress ko dur krte hen. Yog hmari immunity system ko bhi improve or healty bnati he.
- Better flexibility and posture – Body me flexibility, komlta, or ful energy level ke liye Yog ko daily schedule me include krna chahiye. Is se body pain me relief milta he or body posture me improvement lata he.
- Increase beauty – Yoga se skin me chamak or freshness aati he. Immunity system or digestive me improvement aati he. Natural beauty or skin shiny hone lgti he. “Yog Banaye Nirog”.
Rules of yoga ( yoga ke niyam)
- Yoga hmesha khali pet kre ya yog krne se 2 hours phele kuch na khaye.
- Comfortable cottan clothes wear kre.
- Sun rise or Sun set ke time pr yog kre.
- Clean or peaceful area me hi yog kre.
- Yog ke 30 min baad tk kuch naa khaye.
- Yog ke 1 hour baad tk bath naa le.
- Simple yog aasan se hi starting kre.
- Yog ke time pr cool water naa piye.
- Yadi body me pain ya koi bimari he to us din yog na kre.
- Yoga me kisi bhi wrong pose ka use na kre.Different types of yoga
- Surya Namaskar
- Tadasanahttp
- Bhujangasa
- Vajrasana
- Uttanasana
- Trikonasana
- Dhanurasana
- Baddha Konasana
- Sirsasana
- Sarvangasana