Ganesh Chaturthi 2021 – Detail Story, Time & Vidhi in Hindi

September 10, 2018

Ganesh Chaturthi 2021 – Detail Story, Time & Vidhi in Hindi
Hindu parampra ke anusaar sabhi shubh kaamo me sbse phle Lord Ganesha  ki puja ki jati he. God Ganesh ji ke janam ki khushi me Ganesh Chaturthi  manayi jati he. Ridhi Sidhi ke data Ganesh chaturthi hindun ka famous festival he. Maharashtra me is festival ko bhut dhum dham se mnaya jata he. Nine days tak lord ganesh ki pratima pooja archna ke sath sthapit ki jati he or nine days ke baad dhum dham ke sath murti ko kisi holy river me viserjit kr diya jata he. Es saal Ganesh chaturthi  ka festival 10 September 2021 ko mnaya jayega.

Recommended –

Ganesh chaturthi ke pavan avsar pr God Ganesh ji ki murti purchase krte time in baton ka dhyaan rkhen.  

  1. Home me Ganesh ji ki murti bethi hoyi shubh hoti he is se money increase hota he , Jbki office me standing ganesh ji safalta late he.
  2. Ganesh ji ki murti ka colour white ya sindoori hona chahiye.
  3. Ganesh ji ki murti without chemical, only mitti se bni honi chahiye.
  4. Ganesh ji murti me unka vahan chuha or modak present hone chahiye.
  5. God Ganesh ji ki sund left side mudi honi chahiye.

Ganesh ji murti sthapna shubh muhurat or vidhi purvak krni chahiye.

  1. Ganesh chaturthi pr puja ka subh muhurat = Morning 11:08 am to 01:34 pm
  2. Poja krne ka saaman = puja ke liye lal kpda , choki, god ganesh ji ki murti, jal ka kalash, panchamrit, roli, ashat, klava, jneu,gangajal, supari, elayichi, nariyal, chandi ka vark, supari, long,panchmeva, ghee, kapoor, etc
  3. Murti sthapna ki vidhi= Morning bath ke baad red cloth pheno. Choki sthapit kr god Ganesh ji ki murti ko panchamrit se snan krvao fir gangajal se snan krvao. Choki pr lal kpda bichakar Ganesh ji ki murti sthapit kre . Ridhi Sidhi ke rup me Ganesh ji ki dono traf ek ek supari rakhen.
  4. Ganesh ji Pujan Vidhi= Ab Ganesh ji ko sindoor or chandi ka vark lgaye . jnau , lal ful, dub, modak, nariyal etc god Ganesh ko arpit kre.
  5. Ganesh ji ka mantra= Samagri chdane ke baad dhup, deep, agarbati se aarti or mantra ka jaap bhi kro. ‘’ Varktund mhakaye surya koti samprabh, nirvingh kuru me de serv karyeshu sarvda.
  6. God Ganesh ko bhog= Ganesh chaturthi se lekar anant chturdashi tk rojana ganesh ji ko 3 baar modak ka bhog lgana chahiye.

Recommended –

Ganesh chaturthi pr yhe galtiyaan naa kre.

  1. Gussa na kre or kisi ko bhi bad words na bole.
  2. Ganesh ji ko Tulsi dal naa chdaye.
  3. Moon ko najar neechi rakh kr jal arpan kre.
  4. River ki mitti se bni murti ki puja kre .
  5. God Ganesh ji ki murti bhut big ni honi chahiye.
  6. Puja ke time black dress naa phene.
  7. Ganesh Chaturthi ke din moon ko ni dekhna chahiye.
  8. Ganesh ji ke peeth ke darshan ni krne chahiye.
  9. Ghar ke mandir me kbhi standing Ganesh ji ki murti naa rkhe.
  10. Murti ki sthapna bina aasan ke naa kre.

Maharashtra ke Ganesh mandiron me ashath vinayak ka vishesh mhetav he. Eight pracheen mandir God Ganesh ke eight shakti peeth bhi khelate hen.

  1. Moreshwar Temple
  2. Siddhivinayak Temple
  3. Ballaleshwar Temple
  4. Varadavinayak Temple
  5. Chintamani Temple
  6. Girijatmaj Temple
  7. Vighneshwar Temple
  8. Mahaganapati Temple

Ganesah Chaturthi ki katha

  1. katha = shiv ji kelash pr the or parvati mata ne snan krne ke liye ubtan lgaya. Ubtan utarkr ektha kr uska ek small baby putla bnaya. Or usme praan daal diye. Use gate pr raksha ke liye khda kr diya or vhe snan ke liye chli gyi . Balak ke hath me ek htiyaar bhi de diya or khaa gya ki koi ander naa aaye. Etne me hi shiv ji vnha aa gye or ander jane lge, us ubtan se bne balak ne shiv ji ko ander jane se roka , kintu shiv ji nhi mane or ander jane lge, isliye us ubtan ke balak or shiv ji me yudh hoya. Last me shiv ji ne gusse me ubtan se bne balak ka seer alag kr diya. Itne me parvati snan kr aa gyi or apne balak ka seer slag dekh rone lgi. Shivji ne yhe sub dekh Vishnu bhagvaan ko jungle ki or bheja or bola jo maa apne bache se peeth fer kr soo ri ho us balak ka seer le aana. Vishnu ji chl diye , bht dundne pr unh eek female hatni   mili jo apne balak se peeth fer kr so ri thi . Vishnu bhagwaan ne us baby hathi ka seer kaata or le aaye. Shiv ji ne us hathi ke seer ko us ubtan ke balak pr jod diya or use jivit kr diya. Shivji ne uska naam Ganesh ji rkha or hindu dharma me hr subh kaam me subse phele Ganesh pujan ka adhikaar diya.

5.00 avg. rating (98% score) - 1 vote

Fashion Blog Guest Post - Understand the writing style and visit the "Write for us" page. To submit, send your article to the email address "fsquarefashionblog@gmail.com".