Different types of Yoga and their benefits with images

December 6, 2018

Yoga ke differents types ke bare mai jaante he.
 1. Surya Namaskar  Surya namaskar desh videsh every place pr very popular he. Isko krne se body, mentally, voice subko peace and energy milti milti he.
surya namaskar krne ka method = surya namaskar aasan ke total 12 steps hote he. All steps be carefully krne chahiye, or self koi bhi change ni krna chahiye.
surya namaskar ke 12 aasan =1. Prayer pose, 2. Raised Arms Pose, 3. Hand to foot pose, 4. Equestrain pose, 5. Stick pose, 6. Ashtanga Namaskar, 7.Bhujangasana, 8.Mountain pose, 9. Ashwa Sanchalanasana, 10. Hasta Padasana, 11. Hastauttanasana, 12.Tadasana

Surya Namaskar

Benefits of Surya Namaskar (surya namaskar ke labh)
a.
Surya namaskar se eyes ki roshni increase hoti he
b. Surya se vitamin D milta he jo hmari bones ko strong krta he.
c. Skin problem theek hoti he or skin shiny bnti he.
d. Weight loose krne me help full hota he.
e. Hair problems , dandruff etc ko theek krta he.

  1. Tadasana Tadasana krne ke liye straight stand hoker hands ko head ke upper le jaye , fir breath krte hoye slowly slowly body ko stretch kre. Fir slowly slowly breath chodte hoye first situation me aa jaye.

    Tadasana

    Benefits of Tadasana (Tadasana ke labh)
    a.
    Back pain ke liye tadasana best he.
    b. Knee pain se relief mita he.
    c. Tadasana legs ko strong bnata he.
    d. Height ko increase krta he.

  2. Bhujangasana Bhujangasana ke liye first of all stomach ki or let jaye, ab hteli ko kndhe ki seedh me laye. Breath krte hoye body ke agle bagh ko nevel tk uthayen.

    Bhujangasana

    Benefits of Bhujangasana (Bhujangasana ke labh)
    a.
    Bhujangasana diabetes se bachata he.
    b. Body me flexibility ko increase krta he.
    C. Stomach ke fat ko decrease krta he.
    d. Slip disk ki problem ko solve krta he.

  3. Vajrasana Vajrasana ke liye knee pr sit ho jaye, hands ko knee pr rkhe.back or head dono straight hona chahiye. Eyes close kr hands or full body ko relax fell hone de.

    Vajrasana

    Benefits of Vajrasana ( Vajrasana ke labh)
    a.
    Harniya, Bavasir jesi big decease ko rokne me help full he.
    b. Digestive system ko improve krta he.

  4. Uttanasana Uttanasana krne ke liye straight stand ho jaye. Saans chodte hoye heep se niche jhunk jaye. Body ko upper lete time saans ander le or vapis first position me aa jaye.

    Uttanasana

    Benefits of Uttanasana (Uttanasana ke labh)
    a.
    Depression or stress ko decrease krta he or mind ko peaceful bnata he.
    b. High BP , Sinus ki problem me help full hoti he.

  5. Trikonasana Trikonasana krne ke liye legs open kr stand ho jaye. Slowly slowly saans chod body ko right side bent kre and left hand straight hona chahiye. Dono side se bhi yhe aasan kiya ja skta he.

    Trikonasana

    Benefits of Trikonasana ( Trikonasana ke labh)
    a.
    Body ka fat reduce krne me help milti he.
    b. Back pain me benefits milta he.
    c. Hight increase krne me help milti he.
    d. Energy level increase hota he.

  6. Dhanurasana Dhanur asana krne ke liye subse phele mat pr stomach ki side let jaye. Hands se legs ke tkhne pkad kr thighs or chest ko upper uthaye.

    Dhanurasana

    Benefits of Dhanurasana (Dhanurasana ke labh)
    a.
    Back bone ko right posture deta he.
    b. Digestive system ko improve krta he.
    c. Stress , Depression etc ko reduce krta he.

  7. Baddha Konasana Baddha konasana ki starting dandasana se kre. Titli asana kit rah knee modkar legs ko dono hands se milaye.

    Baddha Konasana

      Benefits of Baddha Konasana ( Baddha Konasana ke labh)
    a.
     Baddha Konasana heart , lungs or stomach ke liye ek beneficial aasan .
    b. Blood circulation ko improve krta he.

  8. Sirsasana Sirsasana me legs ko sky ki or dheere dheere uthana he or head pr puri body ka weight balance krna he.

    Sirsasana

    Benefits of Sisasana ( sirsasna ke labh)
    a.
    Sirsasana body ko healthy or strong bnata he.
    b. All hair problems ko solve kr hair ko healthy or strong bnata he.

  9. Sarvangasana Sarvangasana me first of all back ki or let jaye. Slowly slowy legs upper utha kr laye.head ko legs ki or lane ki try kre.

    Sarvangasana

  Benefits of Sarvangasana ( Sarvangasana ke labh)
a.
Hair fall ko rokta he Or unhe strong bnata he.
b.
weight  ko bdne se rokta he, or body ke metabolism ko control krta he.

5.00 avg. rating (98% score) - 1 vote

Fashion Blog Guest Post - Understand the writing style and visit the "Write for us" page. To submit, send your article to the email address "fsquarefashionblog@gmail.com".